Whispering Wisdom (In Hindi)

Wisdom Byte 7 : Aaraam Haraam Hai - Maintaining Work/Life Balance

February 17, 2024 Monal Jain Season 2 Episode 7
Wisdom Byte 7 : Aaraam Haraam Hai - Maintaining Work/Life Balance
Whispering Wisdom (In Hindi)
More Info

Feb 17, 2024 Season 2 Episode 7
Monal Jain

Hum jab iss tezi se bhaagti duniya mein apna raasta banaate hain, toh zyadatar productivity aur output ko pradhaanta dete hain. Hum koshish karne mein lage rehte hain ki kaise zyada se zyada action humaare din mein aur lifestyle mein fit kar lein. Aur iss hi ke wajah se hum physical aur mental exhaustion ki taraf badh rahe hain. 

Ye ab spasht ho gaya hai ki ek balanced lifestyle jisme ‘doing’ ke saath ‘being’ bhi included ho wahi humein lambi race ka ghoda banaa sakti hai.

Jaaniye kaise chhoti-chhoti needs ko neglect karne se kaise life mein complexities badh sakti hain. Aur saath mein discover keejiye kuchh practical tips aur solutions jisse humare daily living ko ek beautiful, harmonious experience bana sakein. Iss episode ko suniye aur apne aap ko empower keejiye, external success ke saath internal satisfaction paane ke liye. 

#MonalWhispers #WhisperingWisdom #SpiritualCoach #Podcaster #Mindfulness #HindiBytes #HindiPodcast #LifeLessons #SelfGrowth #InspiredToImpact #WordsOfWisdom #EmpowerAnother #WorkLifeBalance #BeatBurnout #SelfCareSunday #RestAndRestore #HarmonyInLife #TimeForReflection #SabbathPractice #WellnessJourney

If you like the show please subscribe & do not forget to press the 'bell' icon.

Connect with me across Social Media platforms ; @MonalWhispers :
· Website : http://monalwhispers.com/
· Instagram : https://www.instagram.com/monalwhispers/
· Youtube : https://www.youtube.com/channel/UCX-6FlXJM82GnDIpAkluvkg
· Facebook : https://www.facebook.com/MonalJ.ww

Thank you,
MonalJ
www.monalwhispers.com

Show Notes